Kya hai jivan kya hai mrityu
Kya hai jivan ky hai mrityu Kaun yaha samjh pta hai Pal bhar ka hai sukh yaha Baki sab andhiyara hai Tez tez badhta hai aage Piche pal hai yadon ka Ant to uska hona hi hai Yahi to sach hai jivan ka Kaise rishte kaise nate Kya mol hai sampatti ka Ye bhi mera wo bhi mera Yahi jaal hai maya ka Dhere se badhata hai manav Yowan ki utarti kaya me Or hamesha ke liye so jata hai Mrityu ki un baho me.